Ashfaq Ahmed Likhtay Hain
Aik Sawal Ne Mujhe Bohat Pareshan Keya,
MOMIN Aur MUSLIM Mein Kya Faraq Hai?
Bohat Logon Se Pucha Lekin Kissi K Jawab Se Mutmin Na Hua,
1 Daffa 1 Village Se Guzra
Dekha K 1 Baba G Gannay Ka Russ Nikaal Rahay Hain
Na Janay Dill Mein Kheyaal Aaya K Inn Se Sawal Poochon
Tou Main Ne Salam Keya Aur Ijazat Lae Kar Sawal Btaaya
He Thought & Replied!
“Muslim Wo Hai Jo ALLAH Ko Manta Hai”
Aur
“Momin Wo Hai Jo ALLAH Ki Manta Hai”.
3- K achi bat to sub ko achi lgti hai lakin jab tmhen kisi ki buri bat b buri na lage to samj lena tmhe us se mohbat hai.
4- Woh faqeer jis ne duniya se kinara kashi ker li iski zarah baraber naiki ki ALLAH TA’LLAH k haa bht zeyadah qader ho gi.. Wo faqer bht bra zaleel hai jo maaldaaro ki chaaplosi kray or sab se bra BAzurg woh hai jo logo k saath achay ikhlaaq se paish aye. Allah hum sab ko naik amal karnay ki tufeeq ata karay or hamin acha musalman karay ameen .
very true, we are all muslim but only a few are momin. thought provoking post masha'Allah
ReplyDeleteThank u ummati.
ReplyDeletebohut shukria janab post share karnay ka.
ReplyDelete